Practical no.2

in r2cornell •  4 months ago 

Hi blurt parivaar,
Kaise ho aap sab,
Aasha karti hu sab theek honge, badhiya honge, mast honge, majeme honge.

Maine kal hi aap ko bataya ke bacchon ko paathshala me kuch practical diye gaye hain jo banana hai. Kal maine sharir ke awayawa yaani ke body parts per banae thy.

Ab cursive writing per banana hai, wo bhi maine bana diya hai. Banaya gaya kagaj cardboard per chipkana tha per maine khudka dimag chalaya use ghar per rakhe badese baxce ko churi ki sahayata kata aur usi per chipka diya.

Thodisi kanjoosi to banti hai kyunki mujhe cardboard khareedna yani paison ko fijul kharch karna lagta hai. Shikshak saare bacchon se practical mangate hai baadme use ek kamre me rakh dete hai. Uska koi upyog nhi kiya jata. Psison ke saath saath kagaj banane me kitne oed cut rahe hai jissi prathwi ka aur hamar kitna nuksaan ho raha hai yeh to aap sabko pata hi hai. Isiliye mai ghar per jo nhi badese baxce aate hain unhe sambhal kar rakhti hi jo ki bacchon ke practical ke liye kaam aaye.
20240916_223955.jpg

20240916_224001.jpg

20240916_224018.jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE BLURT!