NIYAT ( INTENSION)

in blurtindia •  11 months ago 

IMG_20231117_211531.jpg
Niyat ki niyat acchi honi chahiye har kaam me kisi ki wo help b karta hai to niyat acchi honi chahiye jisme niyat acchi hoti hai Allah usme zarur madad karte hai ... Log apko apke dikhawe se jante hai or Allah apki niyat se jante hai kisi ki help b acchi niyat se karen Allah apko uska behtareen badla ata karenge or niyat ki azmaish to tb hoti ho jab ap ous insaan ki madad karo jisse apko koi faida na ho . . . .

Or hamesha logon ku maaf kiya kare chahe log apke saath kitna hi bura keun na karte ho. Maaf karne wala sab me bada hota hai log apko izzat nahi denge Allah apko izzat dena wale hai
( WATU IZZU MANTASHA WATU ZILLU MANTASHA .HE HONOURS WHOM HE WILLS, AND HE DISGRACES WHOM HE WILLS❤)
And this line give me more strength seriously 🥰🥰 . Ap b to chahate ho na Allah apko maaf kare jab wo ap ko maaf kar sakhte to ap keun nahi. Ap maaf kar k to dekho kisi ko Allah apko kitni izzat dega or apko wo b maaf karega🥰🥰❤❤...
gumsumshayar-17112023-0001.jpg
inshallah

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE BLURT!
Sort Order:  

Sahi me hamesha insan ki niyat saaf honi chahiye.

G😊